International cricket se Elex Hells ne liya sanneyas
London:England ke balley baaz Elex Hells ne friday ko tatkaal hi international cricket se sanneyas lene ka elaan kiya hai. india ke virudh 2011 me international padaarpan karne wale Hells ne England ki or se 11 test, 70 wonday, or 75 T-20 match khele hain. Hells ne instagram account per likha hai. Me international cricket se sanneyas le raha hoon, teeno praroopon me 156 match s me England ka pratinidhitva karna mere liye sammaan ki baat hai lekin mujhe lagta hai ki ye mere aage badne ka samaye hai.
No comments: